Monday, January 12, 2009

kabhi kisi ko mukammal jahan nahin milta…
kahin zameen to kahin aasmaan nahin milta॥
bujha saka hai bhala kaun waqt kay shoulay
yeh ai si aag hai jis mein dhuaan nahin milta
kabhi kisi ko mukammal jahan nahin milataa….
tere jahan mein aisa nahin ke pyar na ho॥
jahan ummeed ho uski, wahan nahin milta…
kabhi kisi ko mukammal jahan nahin milta…
kahin zameen to kahin aasmaan nahin milta॥

1 comment:

Anonymous said...

very true.. n thats life.
:)